tumhari naaragi aur mera manana bahut ho Gaya,
tumhari zidd aur mera jhukna bahut ho gaya, .
Ab maan bhi jaoo Madam jee, kab tak sataogi..
Ab to jeena bhi mushqil hota jaa raha,
kab tak jal bin machli ki tarah tadapta rahonga...
kya hum prem nahin kar sakte....
Mujhe Abhi bhi yaad hai ki,"dekhte hai jaida JIDDI kaun hai", ab to jidd chod do,
mar jaaonga tumhare bina,
aa jaoo meri zindagi me..
mujhe pata hai, ki tumhe mujh par bharosa thoda kam hai.. lekin mai iske liye kuch kar bhi nahin sakta... lekin fir bhi ek baat kahonga... "bina mauka diye kissi ke baare me koi raay nahin banayi jaati" ...

Love U Hamesha

No comments:
Post a Comment